EXAMINE THIS REPORT ON EK SHKS NE APNI BETIO KO QATAL KAR DIA

Examine This Report on Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia

Examine This Report on Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia

Blog Article

two hundred.       Phir jab apne hajj ke arkan ada kar chuko, to jis tarah pehle apne abaa o ajdad ka zikr karte thay, usi tarah ab Allah ka zikr karo, balke us se bhi badh kar (magar Allah ko yaad read more karne wale logon mein bhi bahut farq hai) un mein se koi to aisa hai, jo kehta hai ke aey hamare Rubb humein duniya hi mein sabkuch de de, aise shaks ke liye aakhirat mein koi hissa nahin.

Un baaghon ke phal surat mein duniya ke phalon se miltey jhulte honge, jab koi phal unhein khane ko diya jayega, to woh kahenge ke aise Hello phal is se pehle duniya mein humko diye jaate thay. Unke liye wahan pakeeza biwiyan hongi, aur woh wahan hamesha rahenge.

eighty one.         Jo bhi badhi kamayega aur apni khata-kaari ke chakkar mein pada rahega, woh dozakhi hai aur dozakh hi mein woh hamesha rahega.

241.       Isi tarah jin auraton ko talaq di gayi ho, unhein bhi munasib taur par kuch na kuch dekar ruksat kiya jaaye, yeh haqq hai muttaqi logon par.

225.       Jo be-maani kasmein tum bila irada kha liya karte ho unpar Allah giraft nahin karta, magar jo kasmein tum sacche dil se khate ho unki baazpurs woh zaroor karega. Allah bahut darguzar karne wala aur burdbaar (Forbearing) hai.

Aur qayamat tak honay walay har khon-e na-haq mein hissa daar ban kar azaab jahannum mein girftar rahay ga.

247.       Unke Nabi ne unse kaha ke Allah ne Talut ko tumhare liye baadshah muqarrar kiya hai, yeh sunkar woh bole : “humpar baadshah banney ka woh kaise haqqdar hogaya? Uske muqable mein baadshahi ke hum zyada mustahiq hain, woh to koi bada maaldaar aadmi nahin hai”.

one) Talaq ki shart wapas nahi ho sakti he. [one] Ha shart ko batil karne ki eyk surat he albata ye sirf us waqt hoga jub biwi ne Talaq ki jo shart lagayi gayi ho us ko pura na kiya ho. Agar us ko pura kiya to ye hila nahi chalega. Tariqa ye hei:

Lihaza ab yeh gazab baala-e-gazab ke mustahiq ho gaye hain aur aise kafiron ke liye sakht zillat aamez saza muqarrar hai.

65.         Phir tumhein apni qaum ke un logon ka qissa to maloom hi hai jinhon ne Sabt (sabbath) ka kanoon toda tha, humne unhein keh diya ke bandar ban jo aur is haal mein raho ke har taraf se tumpar dhutkaar phitkaar (despised and hated) padey.

149.       Tumhara guzar jis muqaam se bhi ho wahin apna rukh (namaz ke waqt) masjid e haraam ki taraf pher do, kyunke yeh tumhare Rubb ka bilkul bar-haqq faisla hai aur Allah tum logon ke aamaal se be-khabar nahin hai.

60.         Yaad karo, jab Moosa ne apni qaum ke liye pani ki dua ki to humne kaha ke falaan chattan par apna asa maaro chunanchey us se barah (twelve) chashme (springs) phoot nikle aur har qabile ne jaan liye ke kaunsi jagah uske pani lene ki hai.

187.       Tumhare liye rozon ke zamane mein raaton ko apni biwiyon ke paas jana halal kardiya gaya hai, woh tumhare liye libaas hain aur tum unke liye. Allah ko maloom ho gaya ke tum log chupke chupke apne aap se khayanat kar rahe thay, magar usne tumhara kasoor maaf kardiya aur tumse darguzar farmaya , ab tum apni biwiyon ke saath shab-baashi (personal) karo aur jo lutf Allah ne tumhare liye jayiz kardiya hai, usey haasil karo, neiz raaton ko khao pio yahan tak ke tumko syahi e shab ki dhari se sapeda subh ki dhari numayan nazar aa jaaye tab yeh sab kaam chodh kar raat tak apna roza poora karo aur jab tum masjid mein mautakif (itteqaf) ho to biwiyon se mubashrat na karo, yeh Allah ki bandhi hui haddein hain, inke kareeb na phatakna, is tarah Allah apne ehkam logon ke liye ba-sarahat (clearly) bayan karta hai, tawaqqu hai ke woh galat rawiyye se bachenge.

Phir bhi yeh log unse woh cheez seekhte thay jis se shohar aur biwi mein judai daal dein, zaahir tha ke izan e ilahi ke bagair woh is zariye se kisi ko bhi zarar (hurt) na pahuncha sakte thay, magar iske bawajood woh aisi cheez seekhte thay jo khud inke liye nafa baksh nahin, balke nuqsan-de thi aur unhein khoob maloom tha ke jo is cheez ka khareedar bana uske liye aakhirat mein koi hissa nahin. Kitni buri mataa thi jiske badle unhon ne apni jaano ko bech dala, kaash unhein maloom hota!

Report this page